SONG: Aaj Aayenge Bhagwan Wohi Jinka Nam Hai Ram - आज आयेंगे भगवान वोही जिनका नाम है राम

Aaj Aayenge Bhagwan Wohi Jinka Nam Hai Ram - आज आयेंगे भगवान वोही जिनका नाम है राम

LYRICS:
aaj aayenge bhagwan wohi jinka nam hai ram hamre angna me ho hamre angna me banke mehmaan re pag pag me bichado apne pran re pag pag me bichado apne pran re raja dasrath pita hai jinke kaushlya hai maiya kaushlya hai maiya rajmehel ko chhod jo firte ban me haye daiya ban me haye daiya choom lo un charno ko choom lo un charno ko jinpe dharti bhi kare abhimaan re pag pag me bichado apne pran re pag pag me bichado apne pran re na tere na mere wo to sabke ram ramaiya sabke ram ramaiya paar kare ham nadiya wo bhawsagar ke khivaiya bhawsagar ke khivaiya duniya ke dukh harne duniya ke dukh harne bhagwan aaya banke insaan re pag pag me bichado apne pran re pag pag me bichado apne pran re aaj aayenge bhagwan wohi jinka nam hai ram hamre angna me ho hamre angna me banke mehmaan re pag pag me bichado apne pran re pag pag me bichado apne pran re