SONG: Aaiye Barisho Ka Mausam Hai - आइये बारिशों का मौसम हैं

Aaiye Barisho Ka Mausam Hai - आइये बारिशों का मौसम हैं

LYRICS:
saaf kab imtehaan lete hai wo to dum de ke jaan lete hai zid har ek baat mein nahi achchi dost ki dost maan lete hai aaiye barisho ka mausam hai aayiye barisho ka mausam hai in dino chaahato ka mausam hai aayiye barisho ka mausam hai in dino chaahato ka mausam hai aayiye barishon ka mausam hai kyu lagaate ho pyar par pahere pyar par pahere umra hai khwahisho ka mausam hai umra hai khwahisho ka mausam hai aayiye barisho ka mausam hai waqt be-waqt ghar se mat nikalo ghar se mat nikalo waqt be-waqt ghar se mat nikalo ghar se mat nikalo har gali aashiqo ka mausam hai har gali aashiqo ka mausam hai aayiye barisho ka mausam hai aaj kuch maang lo nasim unse nasim unse aaj kuch maang lo nasim unse nasim unse aaj farmaaisho ka mausam hai aayiye barisho ka mausam hai in dino chaahato ka mausam hai aayiye barisho ka mausam hai