SONG: Aaine Me Ek Chand Si Surat Nazar Aayi - आईने में एक चाँद सी सूरत नज़र आई

Aaine Me Ek Chand Si Surat Nazar Aayi - आईने में एक चाँद सी सूरत नज़र आई

LYRICS:
aaine me ek chaand si surat nazar aai aaine me ek chaand si surat nazar aai sau baar hui jis pe fidaa saari khudaai ho surat nazar aai sau baar hui jis pe fidaa saari khudaai ho surat nazar aai aankho me tamnnaao kaa aabaad zamanai har baat kuchh aisi ke mohabbat kaa fasaanaa aankho me tamnnaao kaa aabaad zamana har bat kuchh aisi ke mohabbat ka fasana phulo ne nazaaqat tere rukhasaar se pai ho surat nazar aai aaine me ek chaand si surat nazar aai dhalkaa hua aanchal ho qayaamat ki adaaye detaa hai meraa dil tujhe rah-rah ke duaaye dhalkaa hua aanchal ho kayaamat ki adaaye detaa hai meraa dil tujhe rah-rah ke duaaye aa husn salaamat rahe aabaad rahe tu ai husn salaamat rahe aabaad rahe tu tu hai to tere dam se hai aabaad khudaai tu hai to tere dam se hai aabaad khudaai o surat nazar aai aaine me ek chaand si surat nazar aai