SONG: Aai Milan Ki Bahar Re - आई मिलन की बहार रे

Aai Milan Ki Bahar Re - आई मिलन की बहार रे

LYRICS:
aai milan ki bahaar re aai milan ki bahaar re aaja sawariya aaj yaha ho aaja sawariya kahta hai man baar baar re kahta hai man baar baar re aaja sawariya aaj yaha ho aaja sawariya kheto ne pahne hai sarso ke gahne kheto ne pahne hai sarso ke gahne har shay pe chhaya nikhaar re har shay pe chhaya nikhaar re aai basant bahaar re aai basant bahaar re aaja sawariya aaj yaha ho aaja sawariya aaja sawariya aaj yaha ho aaja sawariya gun gun karte hai begun bhavre gun gun karte hai begun bhavre kaliyon se karte hai pyaar re kaliyon se karte hai pyaar re dil hai bahut bekraar re dil hai bahut bekraar re aaja sawariya aaj yaha ho aaja sawariya aaja sawariya aaj yaha ho aaja sawariya kahta hai man baar baar re kahta hai man baar baar re aaja sawariya aaj yaha ho aaja sawariya