SONG: Aahen Na Bharin Shikave Na Kie - आहें ना भरीं शिकवे ना किए

Aahen Na Bharin Shikave Na Kie - आहें ना भरीं शिकवे ना किए

LYRICS:
aahe na bhari shikave na kiye aahe na bhari shikave na kiye kuchh bhi na zaba se kaam liya kuchh bhi na zaba se kaam liya kuchh bhi na zaba se kaam liya ek pal bhi mohabbat chhup na saki ek pal bhi mohabbat chhup na saki jab tera kisine naam liya jab tera kisine naam liya is dil ko pakad kar baith gaye haatho se kalejaa thaam liya aahe na bhari shikave na kiye kuchh bhi na zaba se kaam liya puchha jo kisi ne haal to ham kuchh kah na sake kuchh kah na sake kuchh kah bhi gaye kuchh kah na sake kuchh kah bhi gaye roke to bahut aansu lekin kuchh ruk bhi gaye kuchh bah bhi gaye kuchh ruk bhi gaye kuchh ruk bhi gaye kuchh bah bhi gaye afsaanaa kahaa aur lab na hile ashko se jahaan kaa kaam liyaa aahe na bhari shikave na kiye kuchh bhi na zaba se kaam liya vo laakh tumhaare zulm sahe vo laakh tumhaare zulm sahe par aankh se aansu bah na saka bimaar-e-mohabbat ai nakhashab bimaar-e-mohabbat ai nakhashab kuchh aur to munh se kah na saka ik thandi si lambi aah bhari chupake se kisi kaa naam liya ik thandi si lambi aah bhari chupake se kisi kaa naam liya aahe na bhari shikave na kiye kuchh bhi na zaba se kaam liya kuchh bhi na zaba se kaam liya aahe na bhari shikave na kiye kuchh bhi na zaba se kaam liya