SONG: Aahe Bhar Bhar Ke Tujhko Yaad - आहें भर भर के तुझको याद

Aahe Bhar Bhar Ke Tujhko Yaad - आहें भर भर के तुझको याद

LYRICS:
aahe bhar bhar ke, tujhko yad kiya karti hu aahe bhar bhar ke, tujhko yad kiya karti hu yad kiya karti hu, fariyad kiya karti hu dil ko dard se, aabad kiya karti hu yad kiya karti hu aahe bhar bhar ke, tujhko yad kiya karti hu meri dunia me aaye, banke bahar kyu le gaye chand apni, mera karar kyu roti hu rat din, fariyad kiya karti hu roti hu rat din, fariyad kiya karti hu yad kiya karti hu aahe bhar bhar ke, tujhko yad kiya karti hu poonam ki rat hain, birah ki preet re rote hai mere arman, roti hai seep re tujhko mai yad rahu fariyad kiya karti hu tujhko mai yad rahu fariyad kiya karti hu yad kiya karti hu aahe bhar bhar ke, tujhko yad kiya karti hu jis par mai gaa rahi thi, wo saaj tut gayi