SONG: Aahaa Re Magan Meraa Chanchal Man - आह रे मगन मेरा चंचल मन निस दिन गुन गुन

Aahaa Re Magan Meraa Chanchal Man - आह रे मगन मेरा चंचल मन निस दिन गुन गुन

LYRICS:
aah re magan mera chanchal man nis din gun gun kuch apni hi dhun me gaaye aah re magan mera chanchal man nis din gun gun kuch apni hi dhun me gaaye pag payal baaje run jhun jhun sajna mere sun tujh bin ab raha nahi jaye pag payal baaje run jhun jhun sajna mere sun tujh bin ab raha nahi jaye jab se dil me tu aaya hai ik jadu sa mujhpe chhaya hai jab se dil me tu aaya hai ik jadu sa mujhpe chhaya hai ik lahar teri aayi hai, tere geeto me dil lahraya hai mere ghar me chanda utar aaya hai aah re magan mera chanchal man nis din gun gun kuch apni hi dhun me gaaye pag payal baaje run jhun jhun sajna mere sun tujh bin ab raha nahi jaye chand jab dikh jata hai mujhe teri hi yaad dilata hai chand jab dikh jata hai mujhe teri hi yaad dilata hai nind phir ud jati hai, tere sapno me dil kho jata hai na jane mujhe kya ho jata hai aah re magan mera chanchal man nis din gun gun kuch apni hi dhun me gaaye pag payal baaje run jhun jhun sajna mere sun tujh bin ab raha nahi jaye ye jo din chale jayege phir mudke kabhi nahi aayenge ye jo din chale jayege phir mudke kabhi nahi aayenge tum sajan pachhtaoge aur hum bhi bahut pachhatayenge ye armaan dil me hi rah jayenge aah re magan mera chanchal man nis din gun gun kuch apni hi dhun me gaaye pag payal baaje run jhun jhun sajna mere sun tujh bin ab raha nahi jaye