SONG: Aah Ko Chaahiye Ek Umr Asar Hone Tak - आह को चाहिएँ एक उम्र असर होने तक

Aah Ko Chaahiye Ek Umr Asar Hone Tak - आह को चाहिएँ एक उम्र असर होने तक

LYRICS:
aah ko chahiye ek umar asar hone tak kaun jeeta hai teri kaun jeeta hai teri julf ke sar hone tak kaun jeeta hai teri kaun jeeta hai teri julf ke sar hone tak kaun jeeta hai teri aashiqi sabr talab haye aur tamanna betaab aashiqi sabr talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karu khune jigar hone tak dil ka kya rang karu dil ka kya rang karu humne mana ke tagaaful humne mana ke tagaaful na karoge lekin humne mana ke tagaaful na karoge lekin khak ho jayenge khak ho jayenge hum tum ko khabar hone tak khak ho jayenge hum tum ko khabar hone tak khak ho jayenge yak nazar besh nahi yak nazar besh nahi furasate hasti gaafil garmi-e-bazm hai garmi-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hone tak garmi-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hone tak garmi-e-bazm hai gham-e-hasti ka asad kis se ho juz marg ilaaj gham-e-hasti ka asad kis se ho juz marg ilaaj shama har rang me jalti hai sahar hone tak shama har rang me