SONG: Aag Rag Se Aag Laga Do, Aag Laga Do - आग राग से आग लगा दो, आग लगा दो

Aag Rag Se Aag Laga Do, Aag Laga Do - आग राग से आग लगा दो, आग लगा दो

LYRICS:
aag rag se aag laga do aag laga do aag rag se aag laga do aag laga do sat suro se shole lapke aise tar hilado aag laga do aag rag se aag laga do aag laga do is duniya me insano ke dusman hai insan gum ke dam par tut rahi hai jaha khushi ki tan malik us jalim duniya ka har ek naksh mita do aag laga do aag rag se aag laga do aag laga do jis gulshan me mali banke rahte hai sayyad phulo par bathe hai pahre kate hai azad aisa gulshan viran kardo aisa chaman jala do aag laga do aag laga do aag laga do