SONG: Aag Lagi Tan Man Mein - आग लगी तन-मन में

Aag Lagi Tan Man Mein - आग लगी तन-मन में

LYRICS:
aag lagi tan-man me dil ko pada thaamna raam jaane kab hoga sainya ji ka saamna aag lagi tan-man me dil ko pada thaamna raam jaane kab hoga sainya ji ka saamna, ho sooni hai aaj piya mori atariya piya mori atariya, zara deejo khabariya dil tadpe jaise bina jal ki machhariya zara leejo khabariya sooni hai aaj piya mori atariya piya mori atariya dil tadape jaise bina jal ki machhariya zara leejo khabariya aan pade mushqil to aaye koi kaam na raam jaane kab hoga sainya ji ka saamna, hu saajan ki yaad mujhe pal pal sataaye mujhe pal pal sataaye, dekho naina bhar aaye tan ka singaar mere man ko na bhaaye
dekho naina bhar aaye saajan ki yaad mujhe pal pal sataaye mujhe pal pal sataaye tan ka singaar mere man ko na bhaaye dekho naina bhar aaye pyaar mera ho jaaye kahi badnaam na raam jaane kab hoga sainya ji ka saamna, haay laagi na chhoote karu koi bahaana karu koi bahaana, aaya naazuq zamaana dil mera bana piya tera nishaana aaya naazuq zamaana laagi na chhute karu koi bahaana karu koi bahaana dil mera bana piya tera nishaana aaya naazuq zamaana hoye bura ulfat ka dekho anjaam na raam jaane kab hoga sainya ji ka saamana