SONG: Aag Lagi Shola Utha Shama Pe - आग लगी शोला उठा शम्मा पे

Aag Lagi Shola Utha Shama Pe - आग लगी शोला उठा शम्मा पे

LYRICS:
aag lagi, aag lagi aag lagi shola utha shamma pe parwana gira shamma pe parwana gira puchh na anjam-e-wafa ye bhi jali wo bhi jala haye aag lagi, aag lagi kaat ke saiyad ne par saunp diya darde jigar kaat ke saiyad ne par saunp diya darde jigar uspe ye taakid magar aahe na bhar ma le nazar ishq hai kya dekh liya ishq hai kya dekh liya ye bhi jali wo bhi jala haye aag lagi, aag lagi dil ki tadap dil me rahe sabki sune kuch na kahe dil ki tadap dil me rahe sabki sune kuch na kahe dard sahe zulm sahe ashq na aankho se bahe ye hai mohabbta ka maza ye hai mohabbta ka maza ye bhi jali wo bhi jala haye aag lagi, aag lagi bijliya gulshan pe giri phul kahi bhaura kahi bijliya gulshan pe giri phul kahi bhaura kahi khawab tha ye kitna hasin aaj hua humko yakin pyar ka anjam bura pyar ka anjam bura ye bhi jali wo bhi jala haye aag lagi, aag lagi aag lagi, aag lagi aag lagi shola utha shamma pe parwana gira shamma pe parwana gira puchh na anjam-e-wafa ye bhi jali wo bhi jala haye aag lagi, aag lagi