SONG: Aag Lagana Kya Mushkil Hai - आग लगाना क्या मुश्किल है

Aag Lagana Kya Mushkil Hai - आग लगाना क्या मुश्किल है

LYRICS:
aag lagana kya mushkil hai kahe to mai aankho se laga du abhi abhi laga du abhi abhi are iska bujhana kya mushkil hai kahe to bujha du abhi abhi bujha du abhi abhi abhi abhi abhi abhi abhi abhi aag lagana kya mushkil hai log kahe ye tare uche in tak kis ka hath gaya log kahe ye tare uche in tak kis ka hath gaya tare kya hai chand bhi aksar jhuk kar mere sath gaya in tak jana kya mushkil hai kahe to mai tod ke dikha du abhi abhi dikha du abhi abhi dikha du abhi abhi abhi abhi abhi abhi aag lagana kya mushkil hai kabhi na dekhi ho jo kayamat dekh lo meri aankho ko kabhi na dekhi ho jo kayamat dekh lo meri aankho ko kabhi na ki ho agar mohabbat dekh lo meri aankho ko pyar lagana kya mushkil hai kahe to mai sabko bana du abhi abhi bana du abhi abhi bana du abhi abhi abhi abhi abhi abhi aag lagana kya mushkil hai kimat dil ki kya doge ye dil ke kharid daro se kaha kimat dil ki kya doge ye dil ke kharid daro se kaha marne ko tyar koi hai husn ke bimaro se kaha koi na bola ek ek bhaga kahe to mai sabko dikha du abhi abhi dikha du abhi abhi dikha du abhi abhi abhi abhi abhi abhi aag lagana kya mushkil hai