SONG: Aag Laga Di Pani Me - आग लगा दी पानी में

Aag Laga Di Pani Me - आग लगा दी पानी में

LYRICS:
hey aag laga di pani me dekho bhari jawani ne lut liya hai dil sabka haye janant ki rani ne haye jannat ki rani ne aag laga di pani me dekho bhari jawani ne lut liya hai dil sabka haye janant ki rani ne haye jannat ki rani ne he aag laga di pani me dudh se bhi hai aaha gori bahe raat se bhi hai are kali nigahe gol pindaliya are kya kahne pahne bhuto ke gahane gol pindaliya are kya kahne pahne bhuto ke gahane apna dilbar samjh liya hai tumko is begani ne haye jannat ki rani ne he aag laga di pani me haye lal hont hai badami chehara kamar to dekho are chand ka ghera husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye aaj tumhe to dil ka tohfa bheja hai maharani ne haye jannat ki rani ne he aag laga di pani me haye aag aur paani ke ye mele shola to laharo se khele machla ji najaro ka dhadka dil kinaro ka machla ji najaro ka dhadka dil kinaro ka pyar ki dawat sabko di hai masti me mastani ne haye jannat ki rani ne aag laga di pani me dekho bhari jawani ne lut liya hai dil sabka haye janant ki rani ne haye jannat ki rani ne he aag laga di pani me haye