SONG: Aag Ka Dariya, Hai Doob Ke Jaana Hai - आग का दरिया है, डूब के जाना है

Aag Ka Dariya, Hai Doob Ke Jaana Hai - आग का दरिया है, डूब के जाना है

LYRICS:
lene ka to mann na kar raha phir bhi le rahe chance hum life ki yaari tedhi beet pe jam ke kar rahe dance hum passa phenk ke dekhenge 6 aaya ya 1 siddi queen milegi ya katega koi snake fake hain maata fake pita hain magar samsaya asli hain kismat ki jo pant hain dhili naade se woh kasli hain mangal ulta shani hain wakhri raahu ketu adde hue saari ki saari planning ki raah rok ke khadde hue pandit bole na ji na ji na ji ye to haari hui hai baaji baaji baaji hare hare noton se pandit ko manana hai aag ka dariya hain doob ke jaana hain aa aag ka dariya hain doob ke jaana hain ek se ek namoone bheje lekin khud na aaye rahe sachi sachi kaho prabhu kyun bhaktan ko tadpaayein rahein ho, ek se ek namoone bheje lekin khud na aaye rahe sachi sachi kaho prabhu kyun bhaktan ko tadpaayein rahein sab mein me tum ko dekhu lekin saare avien e hakka noodles samhja jinn ko ye to saare saviyan hain desi saviyan se desi saviyan se chawmin banana hai aag ka dariya hain doob ke jaana hain aag ka dariya hain doob ke jaana hain maari magetar whiski waali re maari magetar whiski waali thaar re wado re nawaab thaar re wado re nawaab kyo re khetar re thaar re wado re nawaab chayo re mange re ek samsya utha kar patki ib dooji ki baari se jaiur jaake jaat hue ib adhlon se bihari se naye naye chehre jin pe naye naye color ki mala hai nali chaabi leke baitha bade gajab ka taala hain khud hi pe parde kar khud hi pe parde kar khud badi naam banana hain aag ka dariya hain doob ke jaana hain aag ka dariya hain doob ke jaana hain aag ka dariya hain doob ke jaana hain aag ka dariya hain doob ke jaana hain