SONG: Aadmi Nirbal Samay Balwan Hai - आदमी निर्बल समय बलवान हैं

Aadmi Nirbal Samay Balwan Hai - आदमी निर्बल समय बलवान हैं

LYRICS:
bal na vidhaya aur na sahas kam aata hoke rahta wo jo likh deta vidata samay se hara savyam bhagwan hai aadmi nirbal samay balwan hai aadmi tinka samay tufan hai aadmi nirbal samay balwan hai aadmi tinka samay tufan hai pas jiske raz tha sukh tha bhawan the naam tha eshvary tha dhan tha ratan the jo parja ka tha dulara paran pyara sawrag ko dharti pe tha jisne utara aaj uska ho raha apman hai aadmi nirbal samay balwan hai aadmi tinka samay tufan hai dusro ki nav ka jo tha khivaiya besahare hai usi ki aaj naiya jo kabhi deta raha sabko sahara ja raha wo thokare khata bechara mangta sabse daya ka dan hai aadmi nirbal samay balwan hai aadmi tinka samay tufan hai