SONG: Aadmi Majboor Hai Taqdir Par Iljham Hai - आदमी मजबूर है तकदीर पर इलज़ाम है

Aadmi Majboor Hai Taqdir Par Iljham Hai - आदमी मजबूर है तकदीर पर इलज़ाम है

LYRICS:
aadmi majbur hai taqdeer par ilzam hai baat kehne ki nahi ye sab tera hi kaam hai meri aabru tere hath hai tu dilo ka haal hai janta meri aabru tere hath hai tu dilo ka haal hai janta jaha faisla ho nasib ka jaha faisla ho nasib ka tera rasta hai vo rasta tera rasta hai vo rasta mai batau kya tera faisla mujhe jindagi se aziz hai mai batau kya tera faisla mujhe jindagi se aziz hai tere dar se gam agar mile mujhe har khushi se ajij hai mujhe har khushi se ajij hai mujhe apne dil pe yakin hai kisi aur ka mujhe kya pata kisi aur ka mujhe kya pata meri aabru tere hath hai tu dilo ka haal hai janta jo wafa ki raah pe chal pade unhe dar nahi koi baat ka jo wafa ki raah pe chal pade unhe dar nahi koi baat ka kisi roop me to savera ho game intejar ki raat ka game intejar ki raat ka mere aitbar ki laaz rakh tere naam ka tujhe vasta tere naam ka tujhe vasta meri abru tere hath hai tu dilo ka haal hai janta ye takaja hai mere pyar ka mai kisi ka pyar sanwar du ye takaja hai mere pyar ka mai kisi ka pyar sanwar du meri jindagi ki ye jeet hai ki mai apni jindagi haar du ki mai apni jindagi haar du jo kisi ke kaam na aau to ye hai meri sabse badi khata ye hai meri sabse badi khata meri aabru tere hath hai tu dilo ka haal hai janta jaha faisla ho nasib ka jaha faisla ho nasib ka tera rasta hai vo rasta tera rasta hai vo rasta