SONG: Aadmi Garib Ho Ya Amir Ho - आदमी गरीब हो या अमीर हो

Aadmi Garib Ho Ya Amir Ho - आदमी गरीब हो या अमीर हो

LYRICS:
arre aadmi aadmi garib ho ya amir ho up to date zindagi zaruur ho aadmi garib ho ya amir ho up to date zindagi zarur ho aadmi hain beautiful janab ham position hain rakhte laajawab ham dekhiye zara hame bhi ghoor ke aa rahe hain ham bhi hollywood se arre dekhiye hame zara bhi ghur ke aa rahe hain ham bhi hollywood se arre hollywood ho ya kanpur ho aadmi gharib ho ya amir ho up to date zindagi zarur ho sambhaalo dil zara o mister bill zara sambhaalo dil zara o mister bill zara bada zalim nishana hai meri dilkash adaao ka bada zalim nishana hai meri dilkash adaao ka sambhalo dil zara o mister bill zara sambhalo dil zara o mister bill zara dekhu jise main nazre uthakar bachne na paaye wo bekhabar dekhu jise main nazrein uthakar bachne na paye wo bekhabar bachha le daman, jhuka le palke karar jaye na sambhalo dil zara o mister bill zara bada zalim nishana hai meri dilkash adao ka sambhalo dil zara o mister bill zara sambhalo dil zara o mister bill zara zulfon ka aanchal, galo ki lali jadu bhari hai meri hansi zulfon ka aanchal, galo ki lali jadu bhari hai meri hansi jaha bhi jau, jidhar bhi jau jaga du main tufa sambhalo dil zara o mister bill zara bada zalim nishana hai meri dilkash adao ka sambhalo dil zara o mister bill zara sambhalo dil zara o mister bill zar