SONG: Aadhe Udhar Hain Aadhe Idhar - आधे उधर हैं और आधे इधर

Aadhe Udhar Hain Aadhe Idhar - आधे उधर हैं और आधे इधर

LYRICS:
aadhe udhar hai aur aadhe idhar ye hazrate din hai na jane kidhar unko khabar hai na humko khabar ye hazrate din hai na jane kidhar aadhe udhar hai aur aadhe idhar zulfo ki galiyo me khoye kabhi hai palko ki chhanv me soye kabhi zulfo ki galiyo me khoye kabhi hai palko ki chhanv me soye kabhi dhundhe to dhundhe dil ko kahan ho dhundhe to dhundhe dil ko kahan ki aisi lagi hai kisi ki nazar ye hazrate din hai na jane kidhar aadhe udhar hai aur aadhe idhar unki nazar ka ishara mila kuch apne junu ka sahara mila unki nazar ka ishara mila kuch apne junu ka sahara mila kahte huye ye miya majnu chale ho kahte huye ye miya majnu chale ki jab se mili hai nazar se nazar ye hazrate din hai na jane kidhar unko khabar hai na humko khabar ye hazrate din hai na jane kidhar