SONG: Aadha Titar Aadha Bater - आधा तीतर आधा बटेर

Aadha Titar Aadha Bater - आधा तीतर आधा बटेर

LYRICS:
aadha titar aadha bater waah re mere sherwa mere sherwa mere sherwa waah waah aadha titar aadha bater waah re mere sherwa mere sherwa mere sherwa waah waah chunchunman ji ke bete rambaman ki chhori ho rambaman ki chhori sabke liye main shahar se laya chize thodi thodi o laya chize thodi thodi dekh jara ye kot pahan ke ban ja gop re beta pahan ke ban ja gop kaali chamdi gori karde ye lux ka soap re beta ye lux ka soap kaali chamdi gori karde ye lux ka soap re beta ye lux ka soap bora jhunai ki thali surat teri kali kali tere liye main dekh ye laya gaalo ki surkhi tere liye main dekh ye laya hontho ki lali ab shadi me hogi na der ab shadi me hogi na der waah re mere sherwa mere sherwa mere sherwa waah waah aadha titar aadha bater waah re mere sherwa mere sherwa mere sherwa waah waah aadha titar aadha bater waah re mere sherwa mere sherwa mere sherwa waah waah kahan kahan se ghum ke aaye bambai puna guwahati aur batao kya ke laye shahar ki kaali khansi aur ye angreji fansi kauwa chale hans ki chaal kaho ji gale me kaichi daal kauwa chale hans ki chaal kaho ji gale me kaichi daal dekho ji dekho ye ander dekho ji dekho ye ander waah re mere sherwa mere sherwa mere sherwa waah waah aadha titar aadha bater waah re mere sherwa mere sherwa mere sherwa waah waah aadha titar aadha bater waah re mere sherwa mere sherwa mere sherwa waah waah