SONG: Aadaab Arz Hai Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai - आदाब अर्ज है जब इश्क कहीं हो जाता है

Aadaab Arz Hai Jab Ishq Kahi Ho Jata Hai - आदाब अर्ज है जब इश्क कहीं हो जाता है

LYRICS:
aadab arz hai taslim aadab arz hai taslim jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai jab ishk kahi ho jata hai ye ishk chupaye chup na saka ye ishk wo chalta jadu hai haye kuch hosh nahi rahte kayam is ishk pe kiska kabu hai hai ishk me jokhim itne khoya mahbub ka gesu hai har janib failti jati hai is ishk ki aisi khusbu hai chehre se haya ho jati hai kya chiz mohabbat hoti hai mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai jab ishk kahi ho jata hai awwal to kabhi neend aati nahi aati hai to khwab sataate hai dasti hai judaai ki ghadiya tanhaayi ke din tadpaate hai ghutta hai gala rukta hai dam aansu ke diye kharraate hai sapno me wo milne aate hai gam deke chale bhi jaate hai har roz ye mele hote hai har roz kayaamat hoti hai mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai jab ishk kahi ho jata hai aankho me hai lakho afsane khamosh hai lab wo manjil hai har sans me lakho tufan hai tufan me dil ka sahil hai arman machalte rahte hai ye dard bada hi katil hai roke se kayamat ruk jaye par rokna bhi kam muskil hai dildar ki payasi aanhko ko didar ki hasrat hoti hai mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai jab ishk kahi ho jata hai tab aisi halat hoti hai mahfil me ji ghabrata hai tanhai ki adat hoti hai jab ishk kahi ho jata hai