SONG: Aabad Dil Ki Duniya - आबाद दिल की दुनिया बर्बाद हुई है

Aabad Dil Ki Duniya - आबाद दिल की दुनिया बर्बाद हुई है

LYRICS:
aabad dil ki duniya barbad hui hai ab aankho ka tara mera koi nahi hai aabad dil ki duniya barbad hui hai ab aankho ka tara mera koi nahi hai samjhe the jise apni samjhe the jise apni duniya wo parai thi maine kisi ki dault dhokhe me chura li thi lauta ke use lauta ke use lauta ke ude kismat kangal hui hai ab kano ka pyara mera koi nahi hai bhujh to gaya hai dil ka diya kaise jalau bhujh to gaya hai dil ka diya kaise jalau hai aaj mera kaun jise pas bulau ab samane majhdar hai samane majhdar lahro me meri naav pareshan hui hai ab pas ?? mera koi nahi hai aabad dil ki duniya barbad hui hai ab aankho ka tara mera koi nahi hai