SONG: Aabaad Raho Mere Dil Ko Jalaane Waale - आबाद रहो मेरे दिल को जलाने वाले

Aabaad Raho Mere Dil Ko Jalaane Waale - आबाद रहो मेरे दिल को जलाने वाले

LYRICS:
aabad raho aabad raho mere dil ko jalane wale dil ko jalane wale tum shaad raho tum shaad raho meri hasti mitane wale hasti mitane wale aana kabhi turbat pe do aansu bahane ko aana kabhi turbat pe do aansu bahane ko teere nazar se khun ke teere nazar se khun ke o dariya bahane wale dariya bahane wale shama bhi jalaa dena mere mazaar pe tum shama bhi jalaa dena mere mazaar pe tum har dum hi aashiqo ke har dum hi aashiqo ke dil ko jalane wale dil ko jalane wale aabad raho aabad raho mere dil ko jalane wale dil ko jalane wale