SONG: Aa Zara Aaj To Muskura Le - आ ज़रा आज तो मुस्कुरा ले

Aa Zara Aaj To Muskura Le - आ ज़रा आज तो मुस्कुरा ले

LYRICS:
aa jara aaj to aa jara aaj to muskura le ye hansi ye khushi do ghadi hai janeman bas yahi zindagi hai aaj to haale dil par koi pyar ki raagini chhed de ye jahan ye sama kal yaha jaaneman phir mile naa mile ha aa jara aaj to aa jara aaj to muskura le ye hansi ye khushi do ghadi hai jaaneman bas yahi zindagi hai ha bekhudi me jo ho khata aaj sab ke lie wo maff hai gam nahi hai kisi bat ka dil agar aapka saf hai aa jara aaj to muskura le ye hansi ye khushi do ghadi hai jaaneman bas yahi zindagi hai ha le utha haath me jhaap le jaam aa dhoke hai thaam le aur bhi aur bhi dilruba hosh ka aaj mat naam le aa jara aaj to aa jara aaj to muskura le ye hansi ye khushi do ghadi hai jaaneman bas yahi zindagi hai ha