SONG: Aa Ye Ajal Hai Zindagi - आ ये अजल है ज़िन्दगी

Aa Ye Ajal Hai Zindagi - आ ये अजल है ज़िन्दगी

LYRICS:
aa ye ajal hai zindagi gam ka zamana tal gaya ab kya girengi bijliya jab aashiya hi jal gaya aao shabe gum aaye ja sare jaha par chaye ja ab tuhi tu rah jayegi ab kal na hargiz aayegi wo dil jo dushman tha tera wo zindagi ka din mera wo din hamesha ke liye ha din wahi din dhal gaya gum ka zamana tal gaya is umar ka awwal fanah is umar ka aakhir fanah ek jhuth ka darbar hai watil fana zaahil fana ye zindagi kuch bhi nahi ye zindagi kuch bhi nahi natak ka jhutha khel hai jab tak chala so chal gaya gum ka zamana tal gaya aayi azal hai zindagi gum ka zamana tal gaya ab kya girengi bijliya jab aashiya hi jal gaya