SONG: Aa Tujhko Bulaye Ye Pyasi Nigahe - आ तुझको बुलाये ये प्यासी निगाहें

Aa Tujhko Bulaye Ye Pyasi Nigahe - आ तुझको बुलाये ये प्यासी निगाहें

LYRICS:
aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe ae jane jahan tu hai kaha aaja abhi to dil jawan naya naya hai jahan abhi to dil jawan naya naya hai jahan pyar ke raste bade nashile mere bahke kadam mujhe thame sanam mere bahke kadam thame sanam chal na saku mai ab kya karu ma abhi to dil jawan naya naya hai jahan pyar ka chaska nahi hai bas ka hai aankho me sharm mera dil hai naram hai aankho me sharm dil hai naram anjan hu mai kaise kahu mai abhi to dil jawan naya naya hai jahan kahe ka darr hai kaha najar hai nayi dagar hai yehi fikar hai karo iska na gam acha sanam ham hai tumhare tum ho hamare abhi to dil jawan naya naya hai jahan aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe ae jane jahan tu hai kaha aaja abhi to dil jawan naya naya hai jahan abhi to dil jawan naya naya hai jahan