SONG: Aa Teree Tasvir Bana Lu (2) - आ तेरी तस्वीर बना लूँ

Aa Teree Tasvir Bana Lu (2) - आ तेरी तस्वीर बना लूँ

LYRICS:
aa teri tasveer bana lu mai apni taqdeer bana lu dil ke kore kagaj par ulfat ki lakir bana lu aa teri tasveer bana lu mai apni taqdeer bana lu, aa bas isi tarah tum hansti raho sharmati raho, bas hansti raho bas isi tarah tum hansti raho sharmati raho, bas hansti raho bas isi tarah yu aankho se tum nayi ada dikhlati raho dekh tumhari pyari jhanki mai bigdi taqdeer bana lu aa teri tasveer bana lu mai apni taqdeer bana lu, aa
masti me jhume teri ada kuch apna pata na ho dil ka pata masti me jhume teri ada kuch apna pata na ho dil ka pata main tab tak hosh me, aa na saku jab tak na milega, man se hawa dil tere hatho me dekar dil ka daman rangin bana lu aa teri tasveer bana lu mai apni taqdeer bana lu dil ke kore kagaj par ulfat ki lakir bana lu aa teri tasveer bana lu mai apni taqdeer bana lu, aa