SONG: Aa Rahe Ghar Me To Daddy - आ रहे है घर में तो डैडी

Aa Rahe Ghar Me To Daddy - आ रहे है घर में तो डैडी

LYRICS:
aa gaye hai ghar mein to daddy aur mammy ne hame danta gaye school mein to pad gaya teacher ka ek chata jo tode baag se amarud pakad hamko maali ne bacha kar jaan bhage haye lekin chubh gaya kanta koi hamko haye ho koi hamko bata de ki jaye kaha koi hamko bata de ki jaye kaha ho apne pichhe pada hai ye sara jaha apne pichhe pada hai ye sara jaha ha ji ha ji ha ji ha ji koi hamko bata de ki jaye kaha ye puchha master ji ne sabak kyo yaad aadha hai sabak kyo yaad aadha hai kaha hamne kitabo ka vajan hamse jayada hai vajan hamse jayada hai ye puchha master ji ne ye puchha master ji ne nahi padhne se kya hoga kaha hamne wahi hoga ho jo manjure khuda hoga jo manjure khuda hoga ho fail ham ho gaye jab hua imtihan ha ji ha ji ha ji koi hamko bata de ki jaye kaha