SONG: Aa Naino Mein Jhoom Kar Sajna

Aa Naino Mein Jhoom Kar Sajna

LYRICS:
aa naino mein jhoom kar sajna sapno me baje shanaai aa naino mein jhoom kar sajna sapno me baje shanaai neel gagan par jitne sitaare neel gagan par jitne sitaare utne hi dil me aarma humare inki ye mafil kis ne sajai aa naino mein jhoom kar sajna sapno me baje shanaai chod ke duniya chod ke bandhan chod ke duniya chod ke bandhan aaj loota de pyar pe tan man bandh ke darpn chandni aai aa naino mein jhoom kar sajna sapno me baje shanaai