SONG: Aa Mere Dildar Karle Hum Se Naina Char Mohabbat Ab Ho Gayi - आ मेरे दिलदार करले हम से नैना चार

Aa Mere Dildar Karle Hum Se Naina Char Mohabbat Ab Ho Gayi - आ मेरे दिलदार करले हम से नैना चार

LYRICS:
aa mere dildar karle hum se naina char mohabbat ho gayi ab ho gayi mere saajna rahna tum hoshiyar mai hu dil ka thanedar laga du hathkadi are hathkadi tohe pyar ki aa mere dildar ustad hun aankh ladane me nahi mujhsa koi jamane me dil fek hai shahgird mere kuch jail me kuch thane me rakhna kadam aji bach ke tum is pyar ke pagal khane me bachna hai duswar kiya dil ne aisa lachar mohabbat ho gayi ab ho gayi mere saajna rahna tum hoshiyar aa chale ghumne aaj jara ho tere hath me hath mera bate bhi ho kuch bahki bahki ho chal me bhi ulfat ka nasha bharle tu daman dil ka banda hai tyar khadi hai dil ki motar car ghumle do ghadi aji do ghadi meri phuljhadi aa mere dildar hai dil mera rangin bada dilbar bhi mila namkin bada majnu ki yad bhula dunga ulfat ka hu mai shokin mera tere bina majnu miya laila ka hai dil gamjin bada gam kaisa sarkar yahi hai hasne ke din char hasle do ghadi aji do ghadi meri phuljhadi