SONG: Aa Mai Gul Badan (2) - आ मैं गुल बदन

Aa Mai Gul Badan (2) - आ मैं गुल बदन

LYRICS:
aa main gul badan aa main hu chaman gulabi chehra labo pe lali nashili aankhe ye zulfe kali beutiful sundram dilnashi aa main gul badan aa main hu chaman hasi ye raat ye baat phir kaha tera mera ye sath phir kaha hasi ye raat ye baat phir kaha tera mera ye sath phir kaha jawa dilo ki jawa bate phir jaha mein kaha ye rate beutiful sundram dilnashi aa main gul badan aa main hu chaman hain pal do pal ke ye zindagi lagi bujha na kar dillagi hain pal do pal ke ye zindagi lagi bujha na kar dillagi meri adaye teri jawani bana le koi nayi kahani beutiful sundram dilnashi aa main gul badan aa main hu chaman sanam haya sharam chhod de bharam na kar kasam tod de sanam haya sharam chhod de bharam na kar kasam tod de noor hu main na tu farista hai tera mera bas ek rishta beutiful sundram dilnashi aa main gul badan aa main hu chaman