SONG: Aa Ke Ab Aata Nahi Ab Dil Ko Karar - आ के अब आता नहीं अब दिल को क़रार

Aa Ke Ab Aata Nahi Ab Dil Ko Karar - आ के अब आता नहीं अब दिल को क़रार

LYRICS:
aa ki ab aata nahi dil ko karar aa ki ab aata nahi dil ko karar raah takte thak gaya hai intzar aa ki ab aata nahi dil ko karar kis kadar bechain hai dunia meri kis kadar bechain hai dunia meri dil ki har dhadkan me hai aahat teri aa ab mai ho rahu mai bekarar aa ki ab aata nahi dil ko karar dil sadaye de raha hai tu kaha dil sadaye de raha hai tu kaha muntzir ho chand tare aasma ye hawaye ye fizaye ye bahar aa ke ab aata nahi dil ko karar sath tere wo hasi raate gayi sath tere wo hasi raate gayi pyar ki rangin mulakaate gayi rah gaya hai dard dil ki yadgar aa ke ab aata nahi dil ko karar aa ke ab aata nahi dil ko karar raah takte thak gaya hai intzar aa ke ab aata nahi dil ko karar