SONG: Aa Jao Tadapte Hain Arman - आ जाओ तड़पते हैं अरमाँ

Aa Jao Tadapte Hain Arman - आ जाओ तड़पते हैं अरमाँ

LYRICS:
aa jao tadapte hain arman, aa jao tadapte hain arman ab rat gujrne wali hai, ab rat gujrne wali hai main rou yaha tum chup ho waha ab rat gujrne wali hai, ab rat gujrne wali hai aa jao tadapte hain arman, aa jao tadapte hain arman ab rat gujrne wali hai, ab rat gujrne wali hai o chand ki rangat udane lagi lo taro ke dil ab dub gaye, dub gaye hai dard bhara bechain sama, ab rat gujarne wali hai ab rat gujarne wali hai is chand ke dole me aayi najar
is chand ke dole mein aayi najar ye rat kee dulhan chal di kidhar, chal di kidhar aawaz to do khoye ho kaha, ab rat gujarne wali hai ab rat gujarne wali hai ghabra ke najar bhi har gayi, ghabra ke najar bhi har gayi takdir ko bhi nind aane lagi, nind aane lagi tum aate nahi, main jau kaha, ab raat gujarne wali hai ab raat gujarne wali hai, ab raat gujarne wali hai ab raat gujarne wali hai, ab raat gujarne wali hai ab raat gujarne wali hai