SONG: Aa Jaao Zara Phir Meri Bigadi Ko Banane - आ जाओ जरा फिर मेरी बिगड़ी को बनाने

Aa Jaao Zara Phir Meri Bigadi Ko Banane - आ जाओ जरा फिर मेरी बिगड़ी को बनाने

LYRICS:
aa jao zara aa jao zara phir meri bigdi ko banane aa jao zara dukh dard se kisse hai bahot tumko sunane aa jao zara aa jao zara phir meri bigdi ko banane aa jao zara bigadi huyi duniya ko bhala kaise bataun khoyi huyi is baat ko kahan bhul to na jaaun bhul to na jaaun main dard bhari dardi bhare mere fasane hai rona mera hai loat aaj jo aaye meri bigadi ko banane hai rona mera ulfat ko zamane ki hawa raaz na aayi dil deta hai ro ro ke duan le le duhai haye duhai jeena hai ghazab haye sitam hai ye zamane aa jao zara aa jao zara phir meri bigdi ko banane aa jao zara dil tod diya hai ye sama aur na machale behtar tu zamane ki tarah woh bhi to nikale insan nahin woh to mera dard tu na jane hai rona mera aa jao zara phir meri bigdi ko banane aa jao zara