SONG: Aa Jaa, Bichhade Hue Saajan Jis Des Gayaa Hai - आ जा, आ जा, आ जा

Aa Jaa, Bichhade Hue Saajan Jis Des Gayaa Hai - आ जा, आ जा, आ जा

LYRICS:
aa ja, aa ja, aa ja aa, aa ja aa ja, aa ja, aa ja bichhde huye saajan bichhde huye saajan jis desh gaya hai jis desh gaya hai us desh ka rasta sapne me dikha ja aa ja, aa ja, aa ja aa, aa ja birha ne kaleja yu kar diya chhalni birha ne kaleja yu kar diya chhalni jaise koi bansi jaise koi bansi jungle me padi ho aaho se bhari ho hotho se laga ke hotho se laga ke aaho me sama ke tu geet bana ja aa ja, aa ja, aa ja aa, aa ja ho nain me aise ho nain me aise jo seep me moti aur pran me aise jo deep me jyoti aur pran me aise jo deep me jyoti sota hua deepak pal bhar ko jaga ja aa ja, aa ja, aa ja aa, aa ja