SONG: Aa Ja Sawariya - आ जा सवारिया

Aa Ja Sawariya - आ जा सवारिया

LYRICS:
rut albeli aayi chaman me aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja phulon ne raas rachai pawan me aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja rut basant ki badi suhani rut basant ki badi suhani aayi hai harsayi jawani aayi hai harsayi jawani aas hai aa jao sajan phir se chhede prem kahani rom rom hai naache mera aasha ne li angdaai chaman me aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja kab aayega kab aayega ye to batla tujh bin mera haal hai patla haal hai patla aise prem se mai baaj aayi jisne kar diya dil ka tukda aise prem se mai baaj aayi jisne kar diya dil ka tukda ban than ke mai kaise dikhaun aag lag jaye aise jowan me aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja rut albeli aayi chaman me aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja phulon ne raas rachai pawan me aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja