SONG: Aa Ja O Jane Wale Dil Ki Aag Bujha

Aa Ja O Jane Wale Dil Ki Aag Bujha

LYRICS:
aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha mai teri tu mera mai teri tu mera aankho me aa bas ja aankho me aa bas ja sun re o bewafa dil mera na jala aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha dil ka sukun teri aankhiyo ne chhina dil ka sukun teri aankhiyo ne chhina aag lagi hua mushkil jina aag lagi hua mushkil jina ab aur na tadpa o mere dil ruba aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha