SONG: Aa Ja O Jane Wale - आ जा ओ जाने वाले

Aa Ja O Jane Wale - आ जा ओ जाने वाले

LYRICS:
aaja aaja aaja aaja o janewale ye dil ki dunia tumhe bulaye kuch to kah jao mere dil se ki dil tadap ke na baith jaye aaja aaja jo sair sawan ki chahte ho bichi hai kadmo me meri aankhe jo sair sawan ki chahte ho bichi hai kadmo me meri aankhe jaha tadap kar jaha tadap kar har ek hasrat umad ke aaye baras ke jaye jaha tadap kar har ek hasrat umad ke aaye baras ke jaye aaja aaja lo aaj ham tumse kah rahe hai ki hum tumhare bagair kya hai lo aaj ham tumse kah rahe hai ki hum tumhare bagair kya hai ki jaise tuta ki jaise tuta hua sitara idhar se aaye udhar ko jaye ki jaise tuta hua sitara idhar se aaye udhar ko jaye aaja aaja o