SONG: Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka - आ गया है वक़्त मौत का

Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka - आ गया है वक़्त मौत का

LYRICS:
aa gaya hai waqt maut ka band hai har ek raasta bulbul hoga tera kya haye haye meri maa mai abhi hua hi tha jawa aa gayi hai maut na raha fas gayi kaha nanhi si ye jaan tut kyu pada na aasma haye haye meri maa aa gaya hai waqt maut ka band hai har ek raasta are bulbul hoga tera kya kya hoga koi leke jaye ye baya todta hai dam tera gulam leke tera naam aakhiri salam khatam ho rahi hai dasta haye haye meri maa aa gaya hai waqt maut ka khul gaya har ek raasta bulbul sochta hai kya sochta hu ki ye jahaa kahi ik hasin khwab to nahi meri najani de mujhe yaki are meri najani de mujhe yaki ye jami hai ya ke aasma tauba tauba meri ja aa gaya hai waqt maut ka khul gaya har ek raasta bulbul sochta hai kya are waah waah waah waah aa gaya hai waqt maut ka